Vice President Jagdeep Dhankhar ne achanak se apna पद छोड़ diya hai. 74 saal ke Dhankhar ne health issues ka हवाला dete hue President ko अपना इस्तीफा भेजा, jisse political गलियारों में हलचल मच गई hai.

Rajya Sabha ke monsoon session ke pehle hi din preside करने के baad, unhone resignation दे दिया. ये step देश के political इतिहास में rare mana जा रहा hai.

Apne resignation letter me, Dhankhar ne लिखा – “To prioritise health care and abide by medical advice, I hereby resign as Vice President of India, effective immediately.”

Unhone President Droupadi Murmu ko धन्यवाद diya aur kaha ki unka working relationship ‘soothing and wonderful’ रहा.

Sarkar ki taraf se फिलहाल koi औपचारिक प्रतिक्रिया नहीं आई hai. Lekin sources ka kehna hai ki ये step सरकार के लिए बड़ा surprise नहीं tha.

Jagdeep Dhankhar ji ne 2022 me Vice President का पद संभाला tha. Unka tenure political neutrality aur discipline ke लिए जाना जाता रहा hai.

Ab jab Vice President का पद खाली हो गया hai, Election Commission jaldi ही नया चुनाव announce karega.

Vice President ka चुनाव Members of Parliament ke vote se hota hai – dono Lok Sabha aur Rajya Sabha ke MPs इसमें हिस्सा लेते hain.

Ab sabki नजरें Election Commission par hain – kya koi नया चेहरा सामने आएगा ya phir कोई known नेता hi baneगा Agla VP?